(mohhaale ka seen hai __shrmaji, bablu, banti, chcha baithe hue hai )
Banti- kya lgata hai aaj light ayegi ya asie hi bhar macchar mate rhage hum log.
Bablu- time to ho chuka hai yar ab tak to aajni chiya thi __khambe se khuch gadbad to ni hua hai..
Banti-ruko pta krta hu ramu ke ghr phone krta hu uske mohalle main aarahi hogi to apne yaha bhi ani chiya thi...
Bablu-ha ha pata kro yar jaldi__
https://youtu.be/0RHbhX8GoJ8
Chahca-badi siddat se intjar ho rha hai __light ka jaise light ni tumhari mahbooba ane wali ho...
Bablu-chacha tum bahut chodiya rahe ho aajkal jabse corona ki vaceen kagwa ke aye ho__lekin ye yad rakho vacine lagwane ka bad bhi ho jata hai corona __
Sare buddhe nikal gye is corona kal main lekin inka no ni aya abhi tak __hay bahgwan utha le __mujhe ni is dokar ko__
Chacha-ama yar tum to naraj ho gye_are main to majak kar raha tha __main to yu kah rha tha aaj bhut basabri se intjar ho rha hai light ka kuch kash hai kya aaj__
Banti- ha chacha tumko ni pta kya IPL start...